Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMain Naa Jaanun
HomeMain Naa Jaanun
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humne jinke khaab sajaaye aaj wo mere saamne hain dil ki haalat haaye re haaye aaj wo mere saamne hain humne jinke khaab sajaaye duniya bhar ki khushiyaan aa gayin simat ke mere pehlu mein duniya bhar ki khushiyaan aa gayin simat ke mere pehlu mein kuchh hairaan aur kuchh sharmaaye aaj wo mere saamne hain humne jinke khaab sajaaye masti se makhboor nigaahein kaatil kaatil shokh ada masti se makhboor nigaahein kaatil kaatil shokh ada haaye ab to khuda hi dil ko bachaaye aaj wo mere saamne hain dil ki haalat haaye re haaye aaj wo mere saamne hain humne jinke khaab sajaaye do naina kuchh keh ke jhuke hain bhed bhari hain ye baatein do naina kuchh keh ke jhuke hain bhed bhari hain ye baatein kya samjhun main koi samjhaaye aaj wo mere saamne hain dil ki haalat haaye re haaye aaj wo mere saamne hain humne jinke khaab sajaaye hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm oho oho oho haa haa haaa
maana janaab ne pukara nahin kya mera saath bhi gawara nahin muft mein ban ke chal diye tan ke wallah jawaab tumhara nahin maana janaab ne pukara nahin kya mera saath bhi gawara nahin muft mein ban ke chal diye tan ke wallah jawaab tumhara nahin maana janaab ne pukara nahin yaaron ka chalan hai ghulami deten hai haseenon ko salami yaaron ka chalan hai ghulami deten hai haseenon ko salami gussa na kijiye jaane bhi dijiye bandagi to bandagi to lijiye sahab maana janaab ne pukara nahin kya mera saath bhi gawara nahin muft mein ban ke chal diye tan ke wallah jawaab tumhara nahin maana janaab ne pukara nahin toota phoota dil ye humara jaisa bhi hai ab hai tumharaaaa toota phoota dil ye humara jaisa bhi hai ab hai tumharaaa idhar dekhiye nazar phenkiye dillagi na dillagi na kijiye sahab maana janaab ne pukara nahin kya mera saath bhi gawara nahin muft mein ban ke chal diye tan ke wallah jawaab tumhara nahin maana janaab ne pukara nahin mashaalla kehna to maana ban gaya
main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya
maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa iss bharose pe ke mil jaaye sahaara mujh ko iss bharose pe ke mil jaaye sahaara mujh ko tumpe qurbaan tumpe qurbaan dil o jaan ki daulat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa husn sad ke ho kisi par ye kahaan mumkin tha husn sad ke ho kisi par ye kahaan mumkin tha tumne mujh par tumne mujh par mera dil le ke inaayat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam ye tumhare ye tumhare hain nighaahon ne sharaarat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humne Jinke Khaab Sajaaye Film Hi Film (1983) 04:23 40719
 
Poster of Film Hi Film (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:23   Song Number : 40719   

Maana Janaab Ne Pukara Nahin Paying Guest (1957) 04:20 20887
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:20   Song Number : 20887   

Main Naa Jaanun Ashiana (1952) 04:00 12742
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:00   Song Number : 12742   

Maine Aye Jaane Wafaa Bedaag (1965) 03:19 12867
 
Poster of Bedaag (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Duration : 03:19   Song Number : 12867